Skip to main content

5 best Android setting jo aapke mobile ko rakhenge safe

Hello friends 

Aaj.  Mai  aapke liye. Ek  bahut achhi Android trick lekar aaya hu      jisme. Aapko apne mobile security ke help milegi
iss post me  aapko Android mobile kee 5 best Android trick ke bare me batunga  to    jyada time West na karte hue hum topic par. Aate hai   aur   jante hai  5 best Android tricks me   se .    First tricks



(1)     apne  sare  videos document ko safe . Kaise rakhe  without software
aap apne sare personal video document ko safe rakh sakte hai wo bhi bina koi app
Download kiye
Ji friends
bina koi software download kiye

Friends aap  apne personal  videos
ko safe rakhne ke. Liye  play store
se bahut sare apps download karte hai
wo bhi apna data barbad
karke    lekin yaha par  mai aapko bina koi app download kiye video and document ko safe rakhne ki  trick btaunga

To chaliye jante hai.

*Iske  Liye  aapko sabse. Pehl.  Apne.  Mobile ke setting me jana hoga

* ab.  Aapko   security ke. Options me. Click karna hai

*aur. Yaha. Par.   Aapko ek    data protection   ka. Option. Me click karke   ek. Pattern lock dalna hai.  Jo aapko dalna hai

*yha par. Aapko   jo. Bhii.  Lock krna hai  jaise video lock krna hai to  video ke option me click kare
* ab. Waha par  aapko  + plus ke icon me class karke. Wo video chun lena hai jo aap lock krna chahte hai
*ab lock ke icon me click karke lock kar le.  Aise hee. Aap   images document other lock kar sakte hai

Note#

Ye. Data protection ka. Option kuchh kuchh. Mobile me. Nahi hota hai. To agar aapke mobile me ye option nahi hai to  sorry. Aap agli trick padhe  



(2)                Apne Android phone ko.  Kahi par bhi zoom kaise kare. Jaise home page ko bhi 


Ji. Friends aapne. Dekha. Hoga  ki  aap  apne home page  kahi aur jaha zoom nahi kar sakte hai. Aap waha par bhi zoom  kar. Sakte hai     chaliye jante hai  iss anokhi trick ko 

* sabse pehle aap. Apne phone ke.  Settings me jaye 
*

Ab accessbilty  ke option me jaye     aur.
waha par. ,Magnification gesture, ke options me click karke.  or use on kar le 

Ab aap. Jis. Bhi page ko zoom krna chahte hai waha par 3 bar jaldi jaldi press kare  to wo page  zoom ho jaega aur  waise hee 3 bar click karne par jaisa ka waisa ho jaega  


Trick no
3       trusted face lock kaise use kare 

Ye ek bahut hee. Achhi. Trick hai.   
 Iss trick. Ko use karne ke liye . Aapko apne phone me  lock rakhna. Hoga. To pehle aap apne phone. Me. Lock rakhle

Iss trick me ek bahut hee achhi jankari btane. Wala hu  jab aap apne Android phone ko   lock khologe. To.   Lock
nahi. Aaega lekin agar koi dura. Aapke mobile ka lock kholega to waha par jo lock aapne rkha hai wo aa jaega      

Ji ha friends ye bilkul sahi hai  main   bhi iss tricks ko use kr rha hu.            Chaliye. Jante hai iss intresting trick ka use kaise kare

* to sabse pehle. Aap apne phone ki
setting me.  Jaker.  Security ke option me click kare.

* yha aapko smart lock ka option dikh rha hoga agar nahi hai to aap apne mobile me koi screen lock rakhe tab ye option aa jaega security setting me

 To ab smart lock me click kare  aur trusted face ke option me click kare

Aur apna face   scan kare.  Sacn karne ke bad ok kar le  ab aap jab bhi apne phone ka lock khologe to usme lock nahi aaega kyuki aapka phone aapke face ko scan kar lega. Lekin agar koi dushra aapke phone k alock kholta hai to usme lock aa jaega.  

Tricks no. 4      Android phone me  pattern lock ki line ko hide kaise    kare

Friends ye. Tricks. To. Jyada se. Jyada. Logo. Ko. Malum. Hogi.  Lekin. Agar.  Aapko nahi lta hai to.  Read more 

Ye. Trick bahut hee aashan hai.  

Bahut hee kam log honge. Jo iss trick. Ko nahi. Jante agar nahi jante to. Ise jarur padhe    

Ye trick ko use karne ke liye aap apne mobile me pattern lock rakhna jaruri hai to aap pattern lock rakhle 

Ab bat karte hai ki pattern lock me jo line sow hoti hai use hide kaise kare 
to ye bahut hee aashan hai 
chliye. Jante hai

Iske liye aap setting me jaker security ke option me jaye 

Ab aapko waha par make password vissble ka  option dikh rha. Hoga.  Usko  on hai to  close kar. De  agar close hai to on kar le 
ab aap pattern khol ke dekh sakte hai line sow nahi hogi

Tried no. 5)   iss  trick me aap jis page ko apne phone me open karoge  wo page aapke alava koi nahi hta sakta 

Friend   agar. Aapko. Koi.  Aapka mobile mangta.  Hai kishi ko call lgane ke liye   to  kya aapko pta hai ki wo sirf call hee kar rha hai ya fir aapke mobile ke massage wgera pad rha hai. Nahi na 
iss liye ye trick aapke bahut kam aaegi  
 Iss setting ko karne. Ke bad  aap  agar aaapse koi call karne ke liye mangta hai to sirf call hee kar sakta hai. Na ki koi dushra  page open kar sakta hai 

Chaliye jante iss trick ko 

*  Iss settings ko use karne ke liye aapko apne mobile ki. Setting me jana hai.    

*ab.  Aapko security ke. Setting me jana hai 

* aur yaha par. Screen pinning ke. Option ko on karna hai.   On
*on karne. Se pehale aapko ek bar waha par jo btaya gya hai wo padh le.  
Fir on karke.  Uss. Trick ko use kare 




Friend agar. Aaapko meri ye. Post pasand. Aayi hogi to plzz ise shear kare 
and agar koi problem hai to  comment kare   dhnyvad

Popular posts from this blog

How To Install Hay Day Bot September 2017 [ Russian + Chinese ]

Hey Guys, hay day bot is a computer based software which help hay day player to play the game more easily. So you should use your computer to run it only. The software is pretty safe to use, because it is simulating hand play mode. But we do not take any responsible on the consequences after you use it. So think careful before you use.          How To Install Hay Day Bot 2017 August ( Updated )  Hay Day Bot  Functions :-  1. Planting crops automatically ,  then selling them to the visitors and in the newspapers. 2. Auto selling your seleted tools on tray. 3. Auto selling tools that you get from the fields to your storage farm. 4. Food productions automatically. nearly all food can be produced. 5. Auto trucks that send orders and delete orders automatically 6. Auto delete derby order which allow your hood to remain the seleted orders. 7. Auto Tom, which will automatically send tom to search your seleted food. 8. Auto Mining, which you can mini...

Free me bina (without)sim card ke call kare kisi bhi country me

Kya aap bhi Free me bina sim card ke kisi ko bhi call karna chahte hai  Agar  Ha to Ye post puri padhe  Hello friends AaJ ki ye post aapke liye bahut he shandar ho sakti hai mai aapko ek chhoti si trick btaunga jo 100% working hai   Free call karne ke liye required *Android Mobile * Wi fi Free call karne ke liye aapke pass ye dono hona aawashyak hai Aur agar sim card ke sath free me call krna chahte hai to  Aapko wifi connection ki jarurat nhi  Hai bas aapko internet connection ki jarurat hai  Read this  Jio 4G new cashback offer 399₹ ke me 600₹ cashback Jio sim me free caller tune kaise set kre Kaise kare FREE call Friends free call karne ke liye aapko ek website me jana hoga jiska name hai  www.revealname.com Iss website ko aapko chrome browser me opan karna hai Uske bad  Aapke samne iss trh ka page opan hoga Isme aapko ek mobile ka icone dikhai dega jisme aapko kuchh option bhi sow honge Jaise massage call Agar aap free massage krna c...

मकर सक्रांति हिंदी शायरी whatsapp and facebook wishes status

Makar sankranti hindi sayriya , makar sankranti facebook whatsapp funny status and jokes Happy makar sankranti 2018  Happy utrayan मकर संक्रान्ति  मकर संक्रान्ति  हिन्दुओं  का प्रमुख पर्व है। मकर संक्रान्ति पूरे  भारत  और नेपाल में किसी न किसी रूप में मनाया जाता है।पौषमास में जब सूर्य मकर राशि पर आता है तभी इसपर्वको मनाया जाता है। यह त्योहार  जनवरी  माह के चौदहवें या पन्द्रहवें दिन ही पड़ता है क्योंकि इसी दिन सूर्यधनु राशिको छोड़ मकर राशि में प्रवेश करता है। मकरसंक्रान्ति के दिन से ही सूर्य की उत्तरायणगति भी प्रारम्भ होती है। इसलिये इस पर्व को कहीं-कहीं  उत्तरायणी भी कहते हैं।तमिलनाडु में इसे  पोंगल  नामक  उत्सव  के रूप में मनाते हैं जबकि कर्नाटक,केरल तथा आंध्र प्रदेश  में इसे केवल संक्रांति ही कहते हैं। Happy Makar Sankranti wishes sms  शायरी मन्दिर की घंटी, आरती की थाली,नदी के किनारे सूरज की लाली,जिन्दगी में आए खुशियों की बहार,आपको मुबारक हो संक्रांति का त्यौहार || दिल को धडकन स...