Top 3 android phone secrets settings
Namskar friends aaj mai aapko btaunga android phone ke top 3 secrets settings ke bare
Jo syd hee aapne kabhi use kiya hoga ya dekha hoga
Aur friends kai settings to aisi hai jo
Aap jante hue bhi undekha karte hai
Jo android settings mai aapko btane wala hu ho skta hai wo aapke bahut kam aa jaye
Aur aapke phone me hanging problem ko bhi aaj hum in 3 secrets settings me se ek setting me solve karne wale hai
To chalo jante hai kaunse hai wo secrets settings

1st Android phone settings
Friends ye jo tricks hai iss tricks se aap google ke bare me aur apne mobile ke bare me kuchh secrets hote hai jo settings se pta lga sakte hai to chalo jante hai pehli method
*Apne android phone ki settings me jaye
*About phone ke setting me jaye
*Waha aapka legal information ka option dikhega uspar click kare
*Ab google ligel ka ek option hoga usme jaye
*Aapko apni bhasha select karne bolega to select kar le
*Ab aapko wo sari information dikh jayegi google ki jo aapko janna chahiye
Image me dekh sakte ho kuchh iss prkar ka page opan hoga
To aap yha se bahut si aisi jankariya hai jo padh sakte hai niche aane par aapko ek aur option milega. Mera khata name ka uspar click karke aap aur bhi jankari pa sakte hai usme click karke aapko apni gmail se log in karna hota hai
Aage kuchh btane ki jarurat nhi hai friends
Isme aap location service bhi start kar sakte ho jisse aapka phone gum ho jane par google account dwara pta kar sakte ho image me dekhe
Aur itna hee nhi isske andar aur bahut kuchh chhupa hua hai jo syd aap nhi jante the
Isme aap google ki live searches bhi dekh sakte ho ki kaun kya search kar rha hai
Second Android phone setting
Ye jo setting hai frinds iske bare me janne ke bad aapke phone ki hanging problem jad se khtam ho jayegi
Kyu ki phone hang isliye hota hai ki phone ki storeg aap overload karke rakhte ho lekin ab ye problem nhi hogi
Hanging se kafi had tak aap chhutkara pa sakte ho chalo kaunsi setting hai dekhte hain
*Sabse pehle aap apne android phone ki setting on kar lijiye mtlb setting me chle jayiye
*Ab account ke option me chale jaiye aapko aapke phone ki setting me mil jayega account name ka option
Usko opan kar lijiye
*Ab aapko left corner me 3dot dikh rahe honge uspar click kariye
*Ab aapko Auto-sync data ka option on dikhega usko desable kar dijiye
Ab aapka phone hang karna band kr dega ya bahut kam ho jayega hang hona
3st Android setting
Iss setting ko karke aap apne phone ki battery life bdha sakte hai
Aapko malum hai aapke mobile ki sabse jyada battery kisme low hoti hai
Aapke mobile ke screen se aur battery khichne ka kam karte hai colores aapko yha smjh nhi aayega chalo direct smjhaata hu kaise setting karna hai
*Setting opan kare
*About phone me jaye
*Agar aapke phone ki setting me devlpoer name ka option nhi hai to usko pehle creat krna hoga
Uske liye about phone me jaker
Build nambar ke option me 9 bar jaldi jaldi press kare isse aapke phone me devlpoer ka option creat ho jayega
Aur agar pehle se hee hai to ye karne ki jarurat nhi hai
*Ab devlpoer ke option me chale jayiye
Waha sabse niche aapko
Similar coler space ka ek option dikh rha hoga
Aap waha achhe se dekh le mil jayega simulate color space ka option
Waha se aapko 4se5 option dikhenge jisme monochromacy nam ka option hoga usme click kre de jaise hee click krenge
Aapka phone ka colour se black and white go jayega aur battery bhi bachi rhegi kyuki colore hee mobile ki screen se jyada battery leta hai
To battery bchane ke liye aap iska use kar sakte ho
Ummid krta hu aapko ye best 3 android settings
Jrur psand aayengi
*Read thisGame khelkar dely 300₹ paytm cashearn kaise kare. How to earn money by playing games
Koi bhi problem ho ya koi swal ho to aap comment me puchh sakte ho
By by friends milte hai agli artical me
Thank u

Nice
ReplyDelete